Faiz Ahmed Faiz Famous Urdu Poetry

Pages: 1 2 3 4 5 6 7

Faiz Ahmed Faiz Famous Urdu Poetry:This collection includes famous love, sad, social, political and romantic selected lines and verses.

Aj un ki nazar main kuch ham nay   sab ki nazren bacha kay dekh lia (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)

Aj un ki nazar main kuch ham nay
sab ki nazren bacha kay dekh lia (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)


Ik tery deed chin gae muj say  warna  dunya main kia nahi baqi (Faiz Ahmed Faiz)

Ik tery deed chin gae muj say warna
dunya main kia nahi baqi (Faiz Ahmed Faiz)


Aye to yun k jesy hamesha thay mehrban   bhoolay to yun k goya kabhi ashna na thay (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)

Aye to yun k jesy hamesha thay mehrban
bhoolay to yun k goya kabhi ashna na thay (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)


Mery chara gar ko naveed ho saf e dushmna ko khabr kro   jo wo qarz rakhtay thay jan pr hisab aj chuka diya (Faiz Ahmed Faiz)

Mery chara gar ko naveed ho saf e dushmna ko khabr kro
jo wo qarz rakhtay thay jan pr hisab aj chuka diya (Faiz Ahmed Faiz)


Bhoolay say muskura to diye thay wo aj faiz   mat poch walwaly dil nakrda kar k (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)

Bhoolay say muskura to diye thay wo aj faiz
mat poch walwaly dil nakrda kar k (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)


Mery qismat say khelny waly  muj ko  qismat say bekhabar kr day (Faiz Ahmed Faiz)

Mery qismat say khelny waly muj ko
qismat say bekhabar kr day (Faiz Ahmed Faiz)


Ishq dil main rahay to ruswa ho   lab p aye to raz ho jaye (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)

Ishq dil main rahay to ruswa ho
lab p aye to raz ho jaye (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)


Mit jaye gi makhlook to insaf kro gay   munsif ho to ab hashr utha kyu nhy dety (Faiz Ahmed Faiz)

Mit jaye gi makhlook to insaf kro gay
munsif ho to ab hashr utha kyu nhy dety (Faiz Ahmed Faiz)


1 comment for “Faiz Ahmed Faiz Famous Urdu Poetry

Leave a Reply