Jo muj bula den gay main unhen bula du ga, sab gharoor unka main khak main mila du ga-Social Poetry Munir Niazi
Kisi ko apnay amal ka hisab kia dety, sawal sary ghalt thay jawab kia dety-Social Poetry Munir Niazi
Kuch aur waqt chahtay thay kay sochen tery liye, tu nay wo waqt ham ko zamanay nahi diay-Social Poetry Munir Niazi
Main boht kamzor tha is mulk main hijrat kay bad, par muj is mulk main kamzor tar us nay kia-Social Poetry Munir Niazi
Main to munir ayenay main khud ko tak kar heran huwa, ye chehra kuch aur tarha tha pehlay kisy zamany main-Social Poetry Munir Niazi
Marnay kay bad usko der tak rotay hain wo, apnay karda jurm say aisay raha hotay hain wo-Social Poetry Munir Niazi
Milti nahi panah hamen jis zameen par, ik hashar us zameen pay utha dena chahye-Social Poetry Munir Niazi
Muj main he kuch kami thy kay behtar main un say tha, main shehr main kisi kay barabar nahi raha-Social Poetry Munir Niazi