
aye koi a kr ye tery dard sanbhaly,
ham sy to ye jageer sanbhaly nhy jaty

aur kuch der main muj chalay jana ho ga,
Aur kuch der muj khwab dikha dard na chun

dukhon nay bant liya hy tumhary bad hamen,
tumhary hath main rehtay to kitna acha tha

falk p chand k halay b sog karty hain,
jo tu nhy to ujaly b song krty hain

hamen ye zuam raha ab k wo pukaren gay,
unhen ye zid thy k har bar wo sada dety

is main shamil hy mery bakht ky tareeky b,
tum sayah rang jo pehno gay to yad aun ga

jab tera doston main zikar aye,
tees uthaty hai dil k chalon main