Urdu Romantic Poetry Mohsin Naqvi with pictures
Urdu Romantic Poetry Mohsin Naqvi with pictures: Romance, the very word is enough to get the attraction of lovers across the boards onto the ship of love. The lovers would come on board especially if the matter relates to poetry and the poet’s manner of relating the charms of the beloved in a sweet yet chanting manner.
Ghar ki deewar sajaany kay liye,
ham tera nam likha kartay thay
Jab talak aayena muqabil tha,
us ki aanken rahen khumar main gum
Kaash kuch der yunhi waqat guzarta rehta,
main usay dekhta rehta wo sanwart rehta
Kahan bhulaiye isko kay wo bichar kay sada,
khayal ban kay sada muheet e hawas rehta hy
Kahan ye bas main kay ham khud ko hosla detay,
yahe bohat that kay har gham pay muskura detay
Kisy weerany main tuj say mil kar,
dil main kya phool khila kartay thay
Ujar rut ko gulaby banaye rakhty hy,
hamary aankh tery deed say wazoo kar k
Umar guzry sanwartay dil ko,
kash wo dil main lamha bhar thehry
Wo abhi tak hay rubroo apnay,
ham abhi hasar e khawab main hain
Wo bhi kya din thay kay pal main kar dia kartay thay ham,
umar bhar ki chahten har aik harjayee kay naam
Ye sanwali si fizayen ye be charagh nagar,
yahi kahen wo sitara shanas rehta hy