Social Urdu Poetry of Sahir Ludhyanvi
Social Urdu Poetry of Sahir Ludhyanvi

Ankhon say bary koi trazu nhy hoty
tulta hy bashr jis main mezan hain ankhen

Aray o asman waly zra bta is main bura kya hy
khusy kay char jhonkay gar idhar say bhi guzr jayen

Asman p hy khuda aur zameen p ham
aj kal wo is tarf dekhta hy kam

Faqeer e shehr k tan par libas baqy hy
amer e shehr k arman abhi kahan nikly

Fitrat ki musheyat bhi bary cheez hy lakin
fitrat kabhi bebas ka sahara nhy hoty

Gharz parst jahan main wafa talash na kar
ye shay bany hy kisy dosry jahan k liye

Har aik tehzeeb ka mazhab ik naya khuda laya
karen to ham bhi magr kis khuda ki bat karen

Jisy lahu k siwa koi rang ras na aye
hamen hayat k us perhan say nafrat hy
2 comments for “Social Urdu Poetry of Sahir Ludhyanvi”