Social Issues Poetry in Urdu with Pictures
Koi hasrat na rakh ye dunya char din ky hy
jawani moj drya hy jawani phir na aye gy
Muj tehzeeb e hazir nay ata ky hy wo azadi,
k zahir main azady hy lakin batin ky girftary
Uqab ko thy gharz fakhta pakarny say
jo gir gae to yun he neem jan chor gya
Koi nahy jo bojh utha lay apny zinda lashon ka
khatm he kar day aj afsana in bedard tamashon ka
Na khuda he mila na wisal e sanam,
na idhar kay rahy na udhar kay rahay
Zindgy say nazar milao kabhi
har k bad muskurao kabhi
Kuch aur barh gaye hain andheray to kya huwa
mayoos to nahy hain taloo e shehr say ham
Tameez hakim o mehkoom mit nhy skty,
majal kya k gadagar ho shah ka hamdosh