Social Issues Poetry in Urdu with Pictures
milen gy hamko b kaby apnay naseeb ky khushian
bas intzar hy kab ye kamal hona hy
ronaq e bazar o mehfil kam nhy hy aj bhi
sanha is shehr main koi mgr hony ko hy
Jo mil gya usko muqdar samj liya
jo kho gya main us ko bhulata chala gya
Jalal e padshahy ho k jamhoory tamasha ho,
juda ho deen sayasat say to reh jaty hy changezy
sar chupayn to badn khulta hy
zeest muflis ky rida ho jesy
Kab talak ankh na kholy ga zamany ga zameer zulm
aur jabr ki ye reet chalay gy kab tak
Khudawanda! Ye tery sada dil bandy kidhar jayen,
kay darwesy bhi ayary sultani bhi ayari
Satoon kitna sahara un ko dety
jo ghar bunyad say he hil chuky thay