Sad Urdu Poetry with Images

is main shamil hy mery bakht ky tareeky b,
tum sayah rang jo pehno gay to yad aun ga

Matlab nikal gya hy to pehchanty nahy
yun jarhy hain jesy hamen jantay nahi

Bhula k wo hamen heran hy to kya k abhi
isy tarha ka hamen bhi kamal krna hy

jab tera doston main zikar aye,
tees uthaty hai dil k chalon main

Mohabat main hamen taqdeer nay dhokay diye kya kya
jo dil ka drd tha us dard ko dil ki dwa samjay

Bohat azeez hain ankhen mery usay lakin
wo jaty jaty inhen kar gya hy purnam phir

jan deny ky ijazat b nhy dety ho warna,
mar jaye aur mar k mana len tumko

Mohabat tark ky main nay gireban sy liya main nay
zamanay ab to khush ho zehr ye bhi p liya main nay