Sad Urdu Poetry with Images

Bas ab to daman e dil chor do bekar umedo
bohat dukh she liye main nay bohat din g liya main nay

Ajnaby ban k jo guzra hy abhi
tha kisy waqt main apna logo

aj to mehfil yaran p ho maghroor boht
jab kabhi toot kay bikhro gay to yad aun ga

Dekha hy zindgy ko kuch itny qareeb say
chehry tamam lagny lagy hain ajeeb say

Apnay anay ky khabr kya krtah
jab sitaray he nahy mil paty

apnay gham say kaho har pal mery sath rahy,
aik ihsan kro is ko musalsal kr do

Dunay k bazar main akhir chahat bhi byopar bany
mery dil say un ky dil tak chandy ky dewar bany

Apnay qatil ky zahanat say pareshan hu main
roz ik mot naye tarz ky ijad kary