Sad Urdu Poetry with Images
Main to us din say hrasan hoon k jab hukm milay
khuskh pholon ko kitabon main na rakhay koi
shayd ye andhery he muj rah dikha den,
ab chand sitaron say mera zikar na krna
Mery lehjay main gharoor aya tha
usko haq tha k shikayat karta
tum mery ankh kay tewar na bhula pao gy, an kahy bat ko samjo gay to yad aun ga
Mery weeran dareechon main b khushboo jagay
wo mery ghar k daro bam sajany aye
tum rota huwa chor gaye thay ik din
ham nay us sham ko seenay say lga rakha hy
Mosam mizaj tha na zamana sarisht tha
main ab bhi sochti hu wo kesy badal gaya
tumhara nam likhany ky ijazat chin gaey jab sy
koi b nam likht hu to ankhen bheg jaty hain