Sad Urdu Poetry with Images

Kaya qayamat hay k jin k naam par paspa huway
un hi logon ko muqabil main saf ara dekhna

kuch nhy to yahy benam sa bandhan hota,
main tery hath ka kangan hota

Tuj ko tera ghar salamat aur muj mery tanhayan
marty martay nam tera he labon par aye ga

Kesy ghary main tark e safr ka khyal hy
jab ham main lot anay ka yara nahi raha

main dushmon kay kisy war say nhy darta, muj to apnay he yaron say dr lagta hy

Umr bhar rengty rehny ki saza hy jena
aik do din ki aziyat ho to koi seh lay

Kesy keh du k muj chor diya hy us nay
bat to sach hy magr bat hy ruswaey ky

main muskurata huwa ainay say ubhrun ga,
wo ro pry gy achanat singhar krty huwy