Political Issues Poetry in Urdu with Pictures
Political Issues Poetry in Urdu with Pictures:
Apny ghaflat ky halat agr yahy qaem rahy,
ayen gay ghasal qabil say, kafan japan say
Ahl e mansab hain ghalt kar to un kay mansab
tery taid say dhalay gaey tu mujrim hy
Fard qaem rabt e milat say hy tanha kuch nahy,
moj hy darya say beroon darya kuch nahi
Faqeer e shehr k tan par libas baqy hy
amer e shehr k arman abhi kahan nikly
Harm pak bhi Allah bhi Quran bhi aik,
kya bary bat thy hoty jo muslman bhi aik
Foj haq ko kuchal nhy sakty
foj chahy kisy yazeed ky ho
Jalal e padshahy ho k jamhoory tamasha ho,
juda ho deen sayasat say to reh jaty hy changezy
Inqlab- mery sada ko dabana to kher mumkin hy
mgr hayat ki lalkar kon roky ga
1 comment for “Political Issues Poetry in Urdu with Pictures”