parveen shakir famous poetry
”
ronaq e bazar o mehfil kam nhy hy aj bhi
sanha is shehr main koi mgr hony ko hy
Kabhi kabhar usay dekh lain kahin mil lain
ye kab kaha tha k wo khush badan hamara ho
Bhula k wo hamen heran hy to kya k abhi
isy tarha ka hamen bhi kamal krna hy
sar chupayn to badn khulta hy
zeest muflis ky rida ho jesy
Kabhi kabhi to dil e muztarib ye chahta hy
k chand rat ho aur samnay samandar ho
Bohat azeez hain ankhen mery usay lakin
wo jaty jaty inhen kar gya hy purnam phir
Satoon kitna sahara un ko dety
jo ghar bunyad say he hil chuky thay
Kabhi kabhi wo hamen be sabab bhi milta hy
asar huwa nhy us par abhi zamany ka
“
2 comments for “parveen shakir famous poetry”