parveen shakir famous poetry
”

ik chamak sy to nazar aye hy apny khak main
muj p b shayd tawaja ky nazar hony ko hy

Band kamray main kabhi mery tarha
sham k waqt wo roya k nahi

Main dhal liye simat e adoo dekh rahy thy
palty to mery pusht p talwar gary thy

Ik umr jisay khwab ki manind hi dekha
choonay ko mila hay to preshan bohat hy

Be watan kehlaye apnay des main
apnay ghar main reh k be ghar ho gaye

Is khof say wo sath nibhanay kay haq main hy
kho kar muj ye larky kahen dukh say mar na jaye

Mumkin hay bagh ko bhi nikalty ho koi rah
is shehr bay shajar to bohat besamar na jan

Befaiz rafaqat main samar kis kay liye tha
jab dhoop thy qismat to shajar kis kay liye tha

Ishq nay seekh he ly waqt ky taqseem k ab
wo muj yad to karta hy magr kam k bad

Raston ka ilm tha ham ko na simton ky khabr
shehr namaloom ki chahat magr kartay rahay

Jab banam dil gawahy sar ky mangy jaye gy
khoon main dooba huwa parcham hamara dekhna

Bhariay muj ko kahan pa saktay
wo agr mery hifazat krta
“
2 comments for “parveen shakir famous poetry”