parveen shakir famous poetry
”
aur ghabra k kitabon main jo ly ho gy panah
hr satr p mera chehra nazar aya ho ga
Jis khak say phoota hy usy khak ky khushboo
pehchan na paya to hunr kis kay liye tha
Herat say dekhta hy samandar mery tarf
kashty main koi bat hay ya badban main hy
Aur us say na thy koi talab
bas mery pyar ky izat krta
Jitny kam sachaey hogy utny hogy araesh
jab mazmoon say lafz hon zayd samjo ibarat khatm huwy
Hisab adawat bhi hota rahy ga
muhabat nay jeenay ky mohlat agr dy
Baad mudat usay dekha logo
wo zara bhi nahy badla logo
Kaya qayamat hay k jin k naam par paspa huway
un hi logon ko muqabil main saf ara dekhna
“
2 comments for “parveen shakir famous poetry”