parveen shakir famous poetry
”
Dil sab kay mushtrik thay magr hoslay juda
koi bikhar gya to koi muskra dia
Apnay qatil ky zahanat say pareshan hu main
roz ik mot naye tarz ky ijad kary
Ghar ka darwaza khula rakha hy
waqt mil jaye to zehmat karna
Herat say dekhta hy samandar mery tarf
kashty main koi bat hay ya badban main hy
ghar ka sara rasta is sar khushy main kat gya
is say aglay more p koi ham safar hony ko hy
Aqab main gehra samandar hy samny jungle
kis intaha p mera mehrban chor gya
Jab lahoo bol pary us kay gawahon kay khilaf
qazi e shehr kuch is bab main irshad kary
Ham to samjay thay k ik zakhm bhar jaye ga
kya khabr thy ragay jan main utar jaye ga
“
2 comments for “parveen shakir famous poetry”