parveen shakir famous poetry
”
Ab to is rah say wo shakhs guzrta bhi
nahy ab kis umeed pay darwazay say jhankay koi
Be watan kehlaye apnay des main
apnay ghar main reh k be ghar ho gaye
Bicha diay tha gulabon k sath apna wajood
wo so k uthay to khwabon ky rakh uthaon gy
Ajnaby ban k jo guzra hy abhi
tha kisy waqt main apna logo
Bhariay muj ko kahan pa saktay
wo agr mery hifazat krta
Dastras say apny bahir ho gaye
jab say ham unko muyasir ho gaye
Apnay anay ky khabr kya krtah
jab sitaray he nahy mil paty
Dil ko us rah p chalna he nahy
jo muj tuj say juda kartay hain
“
2 comments for “parveen shakir famous poetry”