parveen shakir famous poetry
”
Us ky ankhen bhi kahay dety then
raat bhr wo bhi na soya logo
us say ik bar to roothon main usy ky manind
aur mery terha say wo mujko manany aye
Wo kahen bhi gaya to lota to mery pas aya
bas yahy bat hay achy mery harjaey ky
Wo kya gya k rafaqat k sary lutf gay
main kis say rooth sakun gy kisy manaun gy
Wo muj ko chor k jis aadmy k pas gya
barabry ka bhi hota to sabr ajata
Wo na aye ga hamen maloom tha us sham magar
intazar us ka mgr kuch soch kr kartay rahay
Wo to jan lay k bhi wesa he subak nam raha
ishaq kay bab main sab jurm hamary nikly
Yad kar k muj nam ho gaye hon gy palken
ankh main par gya kuch keh k ye tala hoga
“
2 comments for “parveen shakir famous poetry”