parveen shakir famous poetry
”
Mosmy bayl thy main sookh gaye
wo tanawar darkht phalta rha
Us ky muthy main boht roz raha meran wajood
mery sahir say kaho ab muj azad kary
mott ky ahat sunaey day rhy hy dil main ku kya muhabat say
bohat khaly ye ghar honay ko hy
Us nay dekha he nahy warna ye ankh
dil ka ahwal kaha karty hy
Muj say bichra tha wo pehlay bhi magar
ab kay ye zakhm nya ho jesy
Us nay jalty huwy peshany p jan hath rakha
rooh tak aagaye taseer maseehaey ky
Oron ka hath thamo unhen rasta dikhao
main bhool jaun apna hy ghar tumko is say kya
us say ik bar to roothon main usy ky manind
aur mery terha say wo mujko manany aye
“
2 comments for “parveen shakir famous poetry”