parveen shakir famous poetry
”
Taluqat kay barzakh main he rakha muj ko
wo mery hak main na tha aur khilaf bhi na huwa
Tery khud gharzy say khud ko soch kr
aj ham tery brabar ho gaye
Mery lehjay main gharoor aya tha
usko haq tha k shikayat karta
Tery tareeq muhabat p barha socha ye jabr tha
k tery ikhtyar ka mosam
Mery weeran dareechon main b khushboo jagay
wo mery ghar k daro bam sajany aye
Tuj manaun k apny ana ky bat sunu
ulj raha hy mery faislon ka reshm phir
Mosam mizaj tha na zamana sarisht tha
main ab bhi sochti hu wo kesy badal gaya
Uljhain gay kai bar abhi lafz say mafhoom
sada hy bohat wo na main asan boht hun
“
2 comments for “parveen shakir famous poetry”