parveen shakir famous poetry
”

Shehr e khooban ka yahi dastoor hy
mud kay dekha aur pathar ho gaye

Kya kary mery masehaey bhi karnay wala
zakhm ye muj lagta nahy bharnay wala

Shehr e shukhn main rooh ko wo ashnaey day
k ankhen b band rakhun to rasta dikhaey day

Lay jayn muj ko mal e ghaneemat ka sath adoo
tum nay to dal dy hy sapr tum ko is say kya

Shidat ky nafraton main sada jis nay sans ly
shidat ka payar pa k khila main bikhar na jaye

Main barg barg us ko namo bakhshty rahy
wo shakh shakh mery jaden kat’ta raha

Shikasta paye iradon k pesh o pas main nahy
dil us ky chah main gum hy jo mery bas main nhy

Main to us din say hrasan hoon k jab hukm milay
khuskh pholon ko kitabon main na rakhay koi
“
2 comments for “parveen shakir famous poetry”