Mysticism of Allama Iqbal
Mysticism of Allama Iqbal is what that great poet is known for, the great poet-philosopher of India and Pakistan.
Zuban say kr gya toheed ka dawa to kya hasil,
banaya hy nit pandar ko apna khuda tu nay
Ye aik sajda jisy tu garan samjta hy,
hazar sajdon say deta hy admy ko nijat
Tamana dard ky ho to kar khidmat faqeeron ky,
nahy milta ye johar badshahon kay khazeenon main
Raz e hasty ko tu samjty hy,
aur ankhon say dekhta hu main, hy tuj wasta mazahir say, aur batin say ashna hun main
Samj main aye na haqeeqat jab sitaron ky,
isy khayal main raten guzar dy main ny
Sodagry nahy ye ibadat khuda ky hy,
ay bekhabar jaza ky taman b chor day
Tamana aabroo ky ho agr gulzar hasty main,
to kanton say ulajh kr zindgy krny ky khoo kr lay
Nahi ye shan e khud dari chaman say tor kar tuj ko,
koi dastar main rakh lay koi zeb e gulu kr lay