Ham hain misal e abr magar is hawa say ham,
dar kar simat he jayen gay aisay bhi nahi ham
ik sham si kar rakhna kajal kay karishme se,
ik chand sa ankhon main chamkaye huwe rehna
ik sham sy kar rakhna kajal k karishmay se,
ik chand sa ankhon main chamkaye huwy rehna
is husn ka shewa hai, jab ishq nazar aye، parday main chaly jana,
sharmaye huwy rehna
kon tha tu kay phir na dekha tujhe,
mit gaya Khawab aankh maltay he
neend ka halka ghulabi sa khumar ankhon main tha,
yun laga jaisy wo shab ko der tak soya nahi