Liye phira jo muj darbadar zamanay main, khayal tuj ko dil e beqarar kis ka tha-Munir Niazi Love Poetry
Mudat kay bad aaj usay dekh kar munir, ik bar dil to dharka magar phir sanbhal gaya-Munir Niazi Love Poetry
Muj say mohabat bhi hy us ko lakin ye dastoor hy us ka, gher say milta hy hans kar muj say he sharmata hy-Munir Niazi Love Poetry
Naslon ka fasla hy mery aur un buton kay darmyan, us waqt jin buton say mohabat huwy muj-Munir Niazi Love Poetry
Roka ana ne kawish e bay sood say muj, us but apna hal sunany nhy diya-Munir Niazi Love Poetry
Shikwa karen to kis say, shikayat karen to kya, ik raygan amal ki rayazat karen to kya-Munir Niazi Love Poetry
Sun rahy hain jis kay charchay shehr ki khalqat say ham, ja kay ik din us haseen ko dekh ana chahiye-Munir Niazi Love Poetry
Tu bhi jesy badal sa jata hy, aks e deewar kay badaltay he-Munir Niazi Love Poetry
Us kay kis rukh ko ishara ishq ka kesy karun, is zara say kam ki main ibtada kesy karun main-Munir Niazi Love Poetry
chalkaye huwy chalna khushbu e begani,
ik bagh sa tha apna, mahkaye huwy rehna