Mohsin Naqvi Famous Urdu Social Poetry

Mohsin Naqvi Famous Urdu Social Poetry: Mohsin Naqvi is ranked amongst the best Urdu poets that communicated the deep emotional strings and strains relating to all walks of life. His poetry may well be marked as evergreen poetry in Urdu while his poetry remains very famous and popular amongst the Urdu speaking people, both in India & Pakistan, as well as all over the world. Al l great poets have written one thing or the other thematic aspects relating to the social issues and problems faced by humans.

Mohsin Naqvi has written poetry in a day-to-day language, a commoner’s language. His poetry is also enriched with visual illustrations of the themes of life that affect our social life.

Adal parwar kabhi hisab to kar, zulm kis kis par be hisab huwa

Adal parwar kabhi hisab to kar,
zulm kis kis par be hisab huwa

Aik kachay gharay ki jurat par, kitny tughyanian chenab main huwy

Aik kachay gharay ki jurat par,
kitny tughyanian chenab main huwy

Amrat-ki-mehak-thi-baton-main--nafrat-ki-sharar-thy-aankhon-main,-wo-hont-nahayat-meethay-thay,-wo-aankh-bohat-zehreely-thy.

Amrat-ki-mehak-thi-baton-main–nafrat-ki-sharar-thy-aankhon-main,
wo-hont-nahayat-meethay-thay,-wo-aankh-bohat-zehreely-thy.

Apny galyon say aman ki khwahish, tan pay orhay dhuwan guzarty hy

Apny galyon say aman ki khwahish,
tan pay orhay dhuwan guzarty hy

Bam o dar jal uthay charaghon say, ghar ki weeranian nahi jaty

Bam o dar jal uthay charaghon say,
ghar ki weeranian nahi jaty

Hans bhi lena kabhi khud par, har ghari aankh ko nam kya rakhna

Hans bhi lena kabhi khud par,
har ghari aankh ko nam kya rakhna

Jin ki aankhon main sada pyas kay sehra chamken, dar haqeeqat wahi fankar huwa kartay hain

Jin ki aankhon main sada pyas kay sehra chamken,
dar haqeeqat wahi fankar huwa kartay hain

Kis ko chahen kisy bhula dalen, dosty main hy intikhab azab

Kis ko chahen kisy bhula dalen,
dosty main hy intikhab azab

Kitnay yaron kay karwan mohsin, ho gaye gard e rozgar main gum

Kitnay yaron kay karwan mohsin,
ho gaye gard e rozgar main gum

Mun chupaye huwy guzra hy jo ahbab say aaj, us ki ankhon main koi zakhm naya lagta hy

Mun chupaye huwy guzra hy jo ahbab say aaj,
us ki ankhon main koi zakhm naya lagta hy

Reshmy rishton say mohsin is qadar be parwa na ho, laghzishon ki bheer main aakhir sanbhalna hy tuj

Reshmy rishton say mohsin is qadar be parwa na ho, laghzishon ki bheer main aakhir sanbhalna hy tuj

Sirf hathon ko na dekho kabhi aankhen bhi parho, kuch sawali bary khud dar huwa kartay hain

Sirf hathon ko na dekho kabhi aankhen bhi parho,
kuch sawali bary khud dar huwa kartay hain

Social Poetry apnay dushman say main be waja khafa tha mohsin, mery qatil mery masiha nikaly

Social Poetry apnay dushman say main be waja khafa tha mohsin,
mery qatil mery masiha nikaly

Us nay kaha tha jashn ky rat ko jungle main, nachen gay sab log barhana, chup rehna

Us nay kaha tha jashn ky rat ko jungle main,
nachen gay sab log barhana, chup rehna

Wo-agar-dost-hy-to-muj-hosla-bakhshy,-dushman-hy-to-ku-harf-e-malamat-nahy-rakhta

apnay dushman say main be waja khafa tha mohsin, mery qatil mery masiha nikaly

apnay dushman say main be waja khafa tha mohsin,
mery qatil mery masiha nikaly

Leave a Reply