
Ghalib bura na man jo waiz bura kahay,
aisa bhi koi he kay sab acha kahen jisy

Ham bhi mun main zuban rakhtay hain, kash pocho ke muda kya hy

Ham hain mushtaq aur wo bezar,
ya ilahi ye majra kya hy

Hathon ki lakeron pay mat ja aye ghalib,
naseeb un ke bhi hotay hain jin ke hath nahi

Rahi na taqat e guftar aur agar ho bhi,
to kis umeed pe kahiye kay arzu kya hy

Rahiye ab aisy jaga chal kar jahan joi na ho,
ham sukhan koi na ho aur ham zuban koi na ho

Ye na thi hamari qismat ke wasal e yar hota,
agar aur jetay rehtay yahi intazar hota
1 comment for “Mirza Ghalib Sad Poetry”