
Thy wo ik shakhs kay tasawur say, ab wo ranai khayal kahan(Mirza Ghalib-Sad Poetry)

Ab kis kis ki misal dun tum ko,
har sitam be misal kartay ho

Aj ham apni pareshani e khatir un se,
kehnay jaty to hain par dekhiye kya kehtay hain

Bas ke dushwar hy har kam ka asan hona,
admi ko bhi muyasir nahi insan hona

Be dar o dewar sa ik ghar banana chahiye,
koi hamsaya na ho aur pasban koi na ho

Dil e nadan tuj huwa kya hy,
aakhir is dard ki dawa kya hy

Dukh de kar sawal kartay ho,
tum bhi ghalib kamal kartay ho
1 comment for “Mirza Ghalib Sad Poetry”