
Jis tarf say aye hain akhir udhar he jayen gay, marg say wehshat na kr, rah adam pemoda hy (Mirza Ghalib-Sad Poetry)

Kya wo namrood ky khudai thy
Bandagy main mera bhala na huwa(Mirza Ghalib-Sad Poetry)

Na tha kuch to khuda tha, kuch na hota to khuda hota, doboya muj ko hony nay,
na hota main to kya hota(Mirza Ghalib-Sad Poetry)

Pakray jatay hain farishton kay likhay par nahaq,
admy koi hamara dam e tehreer bhi tha (Mirza Ghalib-Social Poetry)

Ragay sang say tapkna wo lahoo kay phir na thamta, jisay gham samj rahy ho,
ye agar sharar hota (Mirza Ghalib-Sad Poetry)

Ye na thy hamary qismat kay wasal e yar hota, agar aur jeetay rehtay,
yahi intazar hota (Mirza Ghalib-Sad Poetry)

Ye kahan ki dosty hy kay banay hain dost naseh, koi chara saz hota,
koi ghamgusar hota(Mirza Ghalib-Sad Poetry)

Ya rab zamana muj ko mitata hy kis liye
Loh e jahan pay harf mukarar nahi hun main(Mirza Ghalib-Sad Poetry)
1 comment for “Mirza Ghalib Sad Poetry”