Iqbal social poetry
Iqbal social poetry on Indian Pakistani Society:
Wa’az main farma diya kal ap nay ye saf saf,
parda akhir kis say ho jab mard he zan ho gaye
Taqleed ky rawish say to behtar hy khud kushi,
rasta bhi dhoond khizr ka soda bhi chor day(Iqbal Poetry)
Tameez hakim o mehkoom mit nhy skty,
majal kya k gadagar ho shah ka hamdosh
Na khuda he mila na wisal e sanam,
na idhar kay rahy na udhar kay rahay
Muj tehzeeb e hazir nay ata ky hy wo azadi,
k zahir main azady hy lakin batin ky girftary
Jalal e padshahy ho k jamhoory tamasha ho,
juda ho deen sayasat say to reh jaty hy changezy
Khudawanda! Ye tery sada dil bandy kidhar jayen,
kay darwesy bhi ayary sultani bhi ayari