Iqbal poetry on Muslims:
Zuban say kr gya toheed ka dawa to kya hasil,
banaya hy nit pandar ko apna khuda tu nay
Nahi hy na umeed iqbal apny qasht e weeran say,
Zara nam ho to ye maty bry zarkhez hy saqy
Yu to sayed bhi, mirza bhi ho afghan bhi ho,
tum sabhi kuch ho batao to musalman bhi ho
Ye aik sajda jisy tu garan samjta hy,
hazar sajdon say deta hy admy ko nijat
Wo zamany main muaziz thay muslman ho kr,
aur tum khwar huwy tarik e Quran ho kar
Tuj us qoam nay pala aghosh e mohabat main,
kuchal dala tha jis nay paun main taj e sardaran
Tu shaheen hy parwaz hy kam tera,
Tery samny asman aur bhi hain
Tamana dard ky ho to kar khidmat faqeeron ky,
nahy milta ye johar badshahon kay khazeenon main
1 comment for “Iqbal poetry on muslims”