Habib Jalib Famous Love Poetry
A collection of Habib Jalib’s poetry that may be categorized as Famous and best Love Poetry
Habib Jalib Famous Love Poetry:
Is nay na thehrnay diya pehron mery dil ko,
jo tery nigahon main shikayat mery jan thy
Kahen ah ban kay lab par tera nam na ajaye,
tuj bewafa keh doon main wo maqam aa na jaye
Mohabat ki rangenyan chor aye,
tery shehr main ik jahan chor aye
Mudat huwy hy kooway butan ki tarf gaye,
awargy say dil ko kahan tak bachayen ham
Nazar nazar main liye tera pyar phirtay hain,
misal mok naseem bahar phirtay hain
Tumhen to naz bohat doston p tha jalib,
alag thalag say ho kya bat hog aye payary
Ye ejaz hy husn awargy ka,
jahan bhi gaye dastan chor aye
Zara zulf ko sanbhalo mera dil dharak raha hy,
koi aur tayer dil tehay dam aa na jaye