Famous Social Urdu Poetry Jaun Ailia Elia
Famous Social Urdu Poetry Jaun Ailia Elia (سماجی اردو شاعری) is a simple collection of Urdu Poetry carrying themes from amidst the countless issues of social and general matters that we tend to ignore in general. Life is too broad to look at; it demands us to be rational and move forward in a positive manner. Our general attitudes define our ultimate ends in most part of our journey in this world.
Enjoy these few selected famous verses of Jaun Ailia or Elia.
Hamen serab nai nasal ko karna hy so ham,
khoon main apnay nahany ke liye nikaly hain
Ham ne is shehr e deen o dolat main,
maskharon ko janab he likha
Kitna darauna hy ye shehr e nabood o bood,
aisa darauna ke yahan dar bhi kuch nahi
Maqdoor apna kuch bhi nahi is dayar main,
shayed ye wo dayar hy ke muqadar bhi kuch nahi
Muj ko khwahish he dhoondny ki na thi,
muj main khoya raha khuda mera
Wo shey jo sirf hindustan ki thy,
wo pakistan lai ja rhy hy