
Yaqeen ka rasta teh karnay walay,
bohat tezi se wapis arhy hain

Ye he tameer e dunia ka zamana,
haveli dil ki dhai ja rhy hy

Ye mat bhoolo ke ye lamhat ham ko,
bicharnay ke liye milwa rahy hain

Yun to marna hy aik bar magar,
ham kai bar marnay walay thay

Zindgy ki anjuman ka bas yahi dastoor he,
barh ke miliye aur mil ke door hoty jaiye
1 comment for “Famous Sad Urdu Poetry Jaun Elia Ailia”