Maqdoor apna kuch bhi nahi is dyar main,
shayed wo jabar hy ke muqadar bhi kuch nahi
Mery jan ab ye soorat hy ke muj se,
tery aadat churai ja rhy hy
Nahi maloom kya sazish hy dil ki,
ke khud he maat khai ja rhy hy
Nahi tark e mohabat par wo razi,
qayamant hy ke ham samja rahay hain
Thaka dia he tumhary faraq ne muj ko,
kahen main khud ko gira lun agar ijazat ho
Tumhara hijar mana lu agar ijazat ho,
main dil kisi se laga lu agar ijazat ho
Waqt se ab aur kya rishta karen,
jan e jan ham tuje har aye to
Wo bhi manzil talak pohanch jata,
us ne dhoonda nahi pata mera
1 comment for “Famous Sad Urdu Poetry Jaun Elia Ailia”