faiz ahmed faiz sad urdu poetry
Faiz Ahmed Faiz sad Urdu poetry: this is great sad poetry uttering the deepest emotions of a thorough lover and acute sadness in failing to win the heart of his or the deception and separation from his beloved.
Aur bhi gham hain zamanay main mohabat k siwa
rahten aur bhi hain wasl ki rahat k siwa
Aur kia dekhny ko baqi hy
ap say dil laga k dekh liya (Faiz Ahmed Faiz)
Be dam huwy bemar shafa kiyun nahy dety
tum achay maseeha ho shafa kyun nhy dety (Faiz Ahmed Faiz)
Dunya nay tery yad say begana kar dia
tuj say dilfreb hain gham rozgar k (Faiz Ahmed Faiz)
Ik tery deed chin gae muj say warna
dunya main kia nahi baqi (Faiz Ahmed Faiz)
Ik hathely p hina, ik hathely p lahoo
ik nazar zehr liye ik nazar main daru(Faiz Ahmed Faiz)
Ik fursat e gunah mily wo bhi 4 din
dekhy hain main nay hoslay parwardigar k (Faiz Ahmed Faiz)
Ho chuka ishq ab hawas he sahy
kia karen farz hy adaye namaz (Faiz Ahmed Faiz)
2 comments for “faiz ahmed faiz sad urdu poetry”