”
Aur kia dekhny ko baqi hy
ap say dil laga k dekh liya (Faiz Ahmed Faiz)
Be dam huwy bemar shafa kiyun nahy dety
tum achay maseeha ho shafa kyun nhy dety (Faiz Ahmed Faiz)
Donon jahan tery mohabat main har kay wo jaraha hy koi
shab e gham guzar k(Faiz Ahmed Faiz)
Dunya nay tery yad say begana kar dia
tuj say dilfreb hain gham rozgar k (Faiz Ahmed Faiz)
Faiz un ko hay taqazaye wafa ham say
jinhen aashna kay nam say pyara hy begany ka nam(Faiz Ahmed Faiz)
Ho chuka ishq ab hawas he sahy
kia karen farz hy adaye namaz (Faiz Ahmed Faiz)
Ik fursat e gunah mily wo bhi 4 din
dekhy hain main nay hoslay parwardigar k (Faiz Ahmed Faiz)
Ik hathely p hina, ik hathely p lahoo
ik nazar zehr liye ik nazar main daru(Faiz Ahmed Faiz)
1 comment for “Faiz Ahmed Faiz Famous Urdu Poetry”