”

Wo buton nay dalay waswasy k dilon say khof khuda gya
wo pary hain roz qayamten k khyal roz jaza gya (Faiz Ahmed Faiz)

Un ko islam k lut janay ka dar itna
hy ab wo kafir ko musalman nahy hony dety (Faiz Ahmed Faiz)

Tuj ko kitnon ka lahoo chahe aye arz e watan
jo tery ariz bay rang ko gulnar kary (Faiz Ahmed Faiz)

Tera sarmaya tery aas yahi hath to hain
aur kuch bhi to nahi pas yahi hath to hain (Faiz Ahmed Faiz)

Ham nay mana jang karny hy sar phooten gay
khoon bahay ga (Faiz Ahmed Faiz)

Bna phirta hy har ik mudaey pegham bar tera
har ik but koi sanam khanay main dawa hy khudai ka (Faiz Ahmed Faiz)

Aur bhi gham hain zamanay main mohabat k siwa
rahten aur bhi hain wasl ki rahat k siwa
“
1 comment for “Faiz Ahmed Faiz Famous Urdu Poetry”