”

Zabt ka ehd bhi hy shoq ka peman bhi
hy ehd o payman say guzar jany ko ji chahta hy (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)

Tu nay dekhy hy wo peshany wo rukhsar wo hont
zindgy jin kay tasawur main luta dy ham nay (Faiz Ahmed Faiz)

Raseelay hont masoomana peshany haseen ankhen
k main ik bar phir rangeenyon main gharq ho jaun ga (Faiz Ahmed Faiz)

Kesy maghroor haseenaon kay barfab say jism
garm hathon ki hararat say pighal jaty hain (Faiz Ahmed Faiz)
“
1 comment for “Faiz Ahmed Faiz Famous Urdu Poetry”