”
Tery umeed tera intazar hy jab say
na shab ko din say shikayat, na din ko shab say hy
Wo mery ho k bhi mery na howy
] un ko apna bana ka dekh liya (Faiz ahmed Faiz)
Uth kar to agye hain tery bazm say magr
kuch dil he janta hy k kis dil say aye hain (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)
Ye ehd e tark e mohabat hy kis liye akhir sakoon qalb idhr bhi nahi udhr bhi nahi (Faiz Ahmed Faiz)
Wo bat sary zamany main jis ka zikar na tha
wo ba un ko bohat nagwar guzry hy (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)
Ahl e mansab hain ghalt kar to un kay mansab
tery taid say dhalay gaey tu mujrim hy
Wo to wo hy, tumhen ho jaye gy ulfat muj say
ik nazar tum mera mehboob nazar to dekho (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)
Faqeer e shehr k tan par libas baqy hy
amer e shehr k arman abhi kahan nikly
“
1 comment for “Faiz Ahmed Faiz Famous Urdu Poetry”