”
Un ko islam k lut janay ka dar itna hy
ab wo kafir ko musalman nahy hony dety (Faiz Ahmed Faiz)
Taweel raten abhi tak taweel hain pyary
udas aankhen tery deed ko tarsty hain (Faiz Ahmed Faiz)
Rat yun dil main tery khoye huwy yad aye jesy werany main chupkay say bahar ajaye (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)
Taweel raton main bhi qarar ko tarsay
tery nigah kisy ghamgusar ko trsay (Faiz Ahmed Faiz)
Sitm sikhlaey ga rasm e wafa aisay nahy hota
sanam dikhlayen gay rah e khuda aisa nahy hota (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)
Tumhary husn say rehty hy hamkanar
nazar tumhary yad say dil hamkalam rehta hy (Faiz Ahmed Faiz)
Tery jamal say har subha par wazoo lazim
har aik shab tery dar par sajood ki paband (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)
Wo dil k tery liye beqarar ab bhi hy
wo aankh jis ko tra intazar aj bhi hy (Faiz Ahmed Faiz)
“
1 comment for “Faiz Ahmed Faiz Famous Urdu Poetry”