Faiz Ahmed Faiz Famous Urdu Love Poetry
Faiz Ahmed Faiz Famous Urdu Love Poetry:
Aj un ki nazar main kuch ham nay
sab ki nazren bacha kay dekh lia (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)
Aye to yun k jesy hamesha thay mehrban
bhoolay to yun k goya kabhi ashna na thay (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)
Bhoolay say muskura to diye thay wo aj faiz
mat poch walwaly dil nakrda kar k (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)
Ishq dil main rahay to ruswa ho
lab p aye to raz ho jaye (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)
Jahan dil main kam aty hain tadbeeren na tazeren
yahan peman tasleem o raza aisay nahi hota (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)
gar bazi ishq ki bazi hy jo chaho laga do dar kesa
gar jeet gaye to kia kehna, haray bhi to bazi mat nahi (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)
Tery umeed tera intazar hy jab say
na shab ko din say shikayat, na din ko shab say hy
Tery jamal say har subha par wazoo lazim
har aik shab tery dar par sajood ki paband (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)