Political poetry of sahir Ludhyanvi urdu
Political Poetry of sahir Ludhyanvi urdu: Enjoy the great political insight of Sahir Ludhyanvi relating to the sub-continental political and social fabric.
Ahl e mansab hain ghalt kar to un kay mansab
tery taid say dhalay gaey tu mujrim hy
Faqeer e shehr k tan par libas baqy hy
amer e shehr k arman abhi kahan nikly
Foj haq ko kuchal nhy sakty
foj chahy kisy yazeed ky ho
Inqlab- mery sada ko dabana to kher mumkin hy
mgr hayat ki lalkar kon roky ga
Kon kehta hy k halat p tanqeed na kr
hukmranon k ghalt dawon ky tardeed na kr
Lakh bethay koi chup chup k kamen gahon main
khun khud deta hy jaladon kay maskan ka suragh
Tum nay jis khun ko maqtal main chupana chaha
aj wo kucha o bazar main anikla hy