Religious Poetry in Urdu with Pictures

Pages: 1 2

Religious Poetry in Urdu with Pictures: this is not a strictly religious poetry collection rather this is a loose utterance of religious ideas and concepts of religion. It also relates to personal feelings and

Sodagry nahy ye ibadat khuda ky hy, ay bekhabar jaza ky taman b chor day

Sodagry nahy ye ibadat khuda ky hy,
ay bekhabar jaza ky taman b chor day


Asman p hy khuda aur zameen p ham    aj kal wo is tarf dekhta hy kam

Asman p hy khuda aur zameen p ham
aj kal wo is tarf dekhta hy kam


Agr ho ishq to hay kufr bhi musalmani, na ho to musalman bhi kafir o randeeq

Agr ho ishq to hay kufr bhi musalmani,
na ho to musalman bhi kafir o randeeq


Buton say tuj ko umeeden aur khuda say nomeedy

Buton say tuj ko umeeden aur khuda say nomeedy


Bitha kay arsh pay rakha hy tu nay ay waez, khuda wo kya jo bandon say ahtraz kary

Bitha kay arsh pay rakha hy tu nay ay waez,
khuda wo kya jo bandon say ahtraz kary


Wo fasla tha dua aur mastjaby main  k dhoop mangnay jaty to abr ajata

Wo fasla tha dua aur mastjaby main
k dhoop mangnay jaty to abr ajata


Koi qabil ho to ham shan kai dety hain, dhondny waly ko dunya b nai dety hain

Koi qabil ho to ham shan kai dety hain,
dhondny waly ko dunya b nai dety hain


Aray o asman waly zra bta is main bura kya hy   khusy kay char jhonkay gar idhar say bhi guzr jayen

Aray o asman waly zra bta is main bura kya hy
khusy kay char jhonkay gar idhar say bhi guzr jayen

Pages: 1 2

Leave a Reply