Ibn-e-Insha Poetry

Pages: 1 2 3

Ibn-e-Insha Poetry: Ibn-e-Insha (ابن انشاء) with original name as Sher Muhammad Khan(شیر محمد خان) was born in the sub-continent on June 15, 1927 and breathed his last on January 11, 1978. While in youth, he migrated to Pakistan and completed his education from University of Karachi. Insha was known as a realist poet that wrote on social issues. He published several volumes of Urdu poetry and travel books known in Urdu as سفرنامہ. If there cannot be another Allama Muhammad Iqbal, then there cannot be another Insha as well. A unique poet he was.

We have selected from his famous collection of poetry under two categories, primarily:

This page contains Love, Sad & Romantic Poetry of Inshah while famous poems of Ibn-e-Insha are also shared on this website.

The Keep enjoying the poetry of Insha and do let us know if you like the collection; any suggestion and feedback is appreciated. For we value your opinion.

Ab ye dagh bhi suraj ban kar anbar anbar chamkay ga,  jis ko ham ne daman e dil main itni umar chupaya hy

Ab ye dagh bhi suraj ban kar anbar anbar chamkay ga,
jis ko ham ne daman e dil main itni umar chupaya hy

Apnay zanoo pay tera sar he koi dam rakh len,  apnay honton se tery hont bhi pyary choomen

Apnay zanoo pay tera sar he koi dam rakh len,
apnay honton se tery hont bhi pyary choomen

Us husn ke suchay moti ko ham dekh saken par choo na saken Jise dekh saken par choo na saken,  wo dolat kya wo khazana kya

Us husn ke suchay moti ko ham dekh saken par choo na saken
Jise dekh saken par choo na saken,
wo dolat kya wo khazana kya

Asman par sitaray kahan hain,  aur jo hain wo hamary kahan hain

Asman par sitaray kahan hain,
aur jo hain wo hamary kahan hain

Bohat jataty ho chah ham se magar karo nibah ham se,  +zara milao nigah ham se hamary pehloo main a ke betho               Bohat jataty ho chah ham se magar karo nibah ham se, zara milao nigah ham se hamary pehloo main a ke betho

Bohat jataty ho chah ham se magar karo nibah ham se,
+zara milao nigah ham se hamary pehloo main a ke betho
Bohat jataty ho chah ham se magar karo nibah ham se, zara milao nigah ham se hamary pehloo main a ke betho

Dartay dartay aj kisi ko dil ka bhed btaya hy,  itnay dinon ke bad labon par nam kisi ka aya hy

Dartay dartay aj kisi ko dil ka bhed btaya hy,
itnay dinon ke bad labon par nam kisi ka aya hy

Dil tuj dekhnay ko kehta he,  dil teri deed ka tamanai

Dil tuj dekhnay ko kehta he,
dil teri deed ka tamanai

Gardish e ayam ko lota lia,  main ne jo kho dia tha pa lia

Gardish e ayam ko lota lia,
main ne jo kho dia tha pa lia

Hamary gham hamary gham rahen gy,  ham apna hal tuj se na kahen gay

Hamary gham hamary gham rahen gy,
ham apna hal tuj se na kahen gay

Pages: 1 2 3

Leave a Reply